
Jaana hai humko usse dharne saat samandar paar
Lehron mein raahein main banata chala
Tere ishq ke nishaan chhupata chala
Pukara tujhe par goonj na aayi
Na jaane kyun ye lambi khamoshi hai chhayi
Fir jaana ki tu hai bas ek khwaab, jo dil mein rehta hai
Tujhe bhulane ki koshish karta hoon, aur gham aankhon se behta hai
No comments:
Post a Comment